Home
Top Artistes
Top Paroles
Ajouter Paroles
Contact
menu
search
Contactez-nous
Artiste:
Main Hoon Na
Titre:
Ye Fizaayein
Assurez-vous que les corrections sont tout à fait exactes
S'il vous plaît, les mettez en évidence en quelque sorte!
Vous pouvez, par exemple, écrire
INCORRECT: avant la mauvaise ligne
CORRECT: avant la correspondant ligne correcte
Autrement, nous ne pouvons les corriger pas! Merci pour votre aide.
K.K.: Hey..ye fizaayein?hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein?hey..sun lo gaayein Alka: Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai Ab hosh kam kam hai, haan? K.K.: Jeewan ki raahon mein, tum ho nigaahon mein Baahein hain baahon mein haan? Alka: Har dil diwaana, hai ab ye jaana Kyun hai haseen ye sama K.K.: Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain Alka: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain K.K.: Hey..ye fizaayein?hey..sun lo gaayein Chorus: Hey hey! Hey hey! Hey hey! Oh?(wo..) ho?(wo..) Alka: Sab din sunehre hain, sab nashein gehre hain Pyaare sab chehre hain haan? K.K.: Ab halke halke se, rang hai chhalke se Aanchal hai dhhalke se haan? Alka: Jo dilkashi hai, jo taazgi hai Kaise karoon main bayaan K.K.: Hey..ye fizaayein?hey..sun lo gaayein Zindagi hai haseen aur jawaan Alka: Oh.. har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki Both: Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 K.K.: Hey..ye fizaayein?hey..sun lo gaayein Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain -2 Alka: (La la la la la la?la la la la la?)