Home
Top Artistes
Top Paroles
Ajouter Paroles
Contact
menu
search
Contactez-nous
Artiste:
Hum Tumhare Hain Sanaam
Titre:
Taaron Ka Chamakta
Assurez-vous que les corrections sont tout à fait exactes
S'il vous plaît, les mettez en évidence en quelque sorte!
Vous pouvez, par exemple, écrire
INCORRECT: avant la mauvaise ligne
CORRECT: avant la correspondant ligne correcte
Autrement, nous ne pouvons les corriger pas! Merci pour votre aide.
Male 1: Eh hey, aa aa aa, oh ho, ho oh oh Aa ha, ha aa aa, ho oh oh Taaron ka chamakta gehna ho - 2 Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Yeh phool tumhaare zevar hai Yeh chaand tumhaara aaina Tum jab aise sharmaati ho Dulhe ka dhadkta hai seena Har aaina tumko dekhe Tum to aisi shehzaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Male 2: Meri behna hai phool bahaaron ka Meri behna hai noor nazaaron ka Meri behna ke jaisi koi behna nahin Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahin Jaise hai chaand sitaaron mein Meri behna hai ek hazaaron mein Hum jaise bhole bhaalon ki Yeh duniya to hai dilwaalon ki Male 1: Yeh duniya hai dilwaalon ki - 2 Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Khushiyon ke mahelon mein baitho Koi gham na tumhaare paas aaye Na umr ka pehra ho tum pe Mere dil ki dua yeh rang laaye Rab hasta hua rakhe tumko Tum to hasne ki aadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho (Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho) - 2