Paroles de Chand Sitare

chaand sitaare phuul aur khushbuu...

ye to saare puraane hain

taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hain
are kaalii ghaTaa'en barkha saavan...

ye to sab afsaane hain

taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hain

andaaz hain uske naye naye hai naya naya diiwaanaapan...

pahanake taaj jawaanii ka hanske lauT gaya bachpan

giit gazal sab kal kii baaten...

uske naye taraane hain

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain

hai ruup men itna saadapan to kitna sundar hoga man...

bin gahane aur singaar bina voh to lagtii hai dulhan
taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain

chaand sitaare phuul aur khushbuu,

ye to saare puraane hain

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain

kaalii ghaTaa'en barkha saavan

yeh to sab afsaane hain

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hain